Youm E 13 Rajab Aagaya | Rizwan Saleem || 2024 || New Qasida Mola Ali As
Youm E 13 Rajab Aagaya Lyrics Rizwan Saleem || 2024 || New Qasida Mola Ali As
◉ Roman Lyrics
Youm E 13 Rajab Aagaya Har Taraf Noor Cha Gaya
Youm E 13 Rajab Aagaya Har Taraf Noor Cha Gaya
Veeran Khuda Ka Ghar Tha Butt Malik Ban Bethay Thay
Hum Pooja Ke Laiq Hain Itna Agar Ye Kehtay Thay
Deewaar Phati Kaaba Ki Kismat badli Kaaba Ki
Youm E 13 Rajab Aagaya Har Taraf Noor Cha Gaya
Youm E 13 Rajab Aagaya Har Taraf Noor Cha Gaya
Youm E 13 Rajab Aagaya Har Khushi Ka Sabab Aagaya
Masjood E Malaik Ki Ye Amad Ka Samar Hai
Sajdo Ki Sarzameen Bana Allah ka ye Ghar Hai
Imran Ka Jaani Aya Kaabay Ko Qibla Banaya
Jab Dekha Waj Hullah Ko Dil Har But Ka Ghabraya
Is Wastay Qula Alam Ne Bari Dhoom Se jashan Manaya
Lo Nosehri ka Rab Aagaya , Har Khushi Ka Sabab Aagaya
Bechain Mazafaat Hain Kaabay ke Tamami
Dene Ke Liye Madar E Haider Ko Salami
Kaaba Ne Kaha Bibi Se Kr Daan Ye naimat Mujh Ko
Karne De Mola Ali Ke Chehre Ki Ziyarat Mujh Ko
Aa Jald Muazma Bibi Ab Sonp Ye Naimat Mujh Ko
Mera Naaz E Adab Aagaya Har Khushi Ka Sabab Aa Gaya
Kiun Mamta Ki Jhooli Mein Khooli Nahi Ankhain
Kiun Maa Se Mulaqat Mein nahi Ki Abhi baatein
Dil mein Thi Tamana Aaqa Mein Jab Bhi Ankhain Kholu
Rab Jiska Deewana Hai Pehle Wo Chehra Dekhun
Salwaat Ki meethi Boli Pehle Mein Apse Bolun
0 Comments