Ya Sani E Zahra | Raja Party | 2024 | New Noha Bibi Zainab Sa
◉ Roman Lyrics
Ya Sani E Zahra , Ya Sani E Zahra , Ya Sani E Zahra

De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka

Mojza Hai Ye Jahan Mein Zainab E Dil Geer Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
Kese Roti Laash Par Beto Ki Bint E Syeda
Tha Janaza Be Qafan Jab Waris E Tatheer Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
Bint E Zahra Siskiyan Teri Dab Ke Jo Reh Gayein
Sham Ke Darbar Tak Ik Shor Tha Zanjeer Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
Lash ASghar Ki Na Dekhana Bano Ko Ae Hussain
Zakham Gehhra Tha ye Hurmala ke Teer Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
Yaad Kar Ke Umar Bhar Zainab Akbar Ko Royegi
Ashk Ankho Mein Liye Ik Chand Ki Tasveer Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
Tukre Tukre Kar Raha Hai Seena E Zainab Mein Dil
Jalta Jhoola Tha Nazar ke Samne Be Sheer Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
LAsh Akbar Pe Hussain Ibn E Ali Ye Kehtay Rahay
Kisne Chalni Kardiya Dil Zainab E Dilgeer Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
Berida Hasnain Se Guzar Zainab Gayi
Roo Raha Tha sar Sina Par Mustakil Shabbir Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
De Raha Hai Ye Sada Farrsh E Aza Shabbir Ka
---------------------------------------------------------------------------
Urdu Lyrics
دے رہا ہے یہ صدا فرشِ عزا شبیر کا
معجزہ ہے یہ جہاں میں زینبِ دلگیر کا
کیسے روتی لاش پر بیٹوں کے بنتِ سیدہ
تھا جنازہ بے کفن جب وارثِ تطہیر کا
بنتِ زہرا سسکیاں تیری جو دب کے رہ گئیں
شام کے دربار تک اِک شور تھا زنجیر کا
لاش اصغر کی نہ بانو کو دکھانا اے حُسین
زخم گہرا تھا بڑا یہ حُرملہ کے تیر کا
یاد کرکے عمر بھر اکبر کو زینب روئے گی
عکس آنکھوں میں لئے اِک چاند کی تصویر کا
ٹکڑے ٹکڑے کر رہا ہے سینۂ زینب میں دِل
جلتا جھولا تھا نظر کے سامنے بے شیر کا
لاشِ اکبر پر حُسین ابنِ علی کہتے رہے
کس نے چھلنی کر دیا دِل زینبِ دلگیر کا
بے ردا حسنین گلیوں سے گزر زینب گئی
رو رہا تھا سر سناں پر مستقل شبیر کا
0 Comments