Header Notification

Ya Ali Zindagi Lyrics Zawar Kazim Ali | 2024 | New Qasida Mola Ali As

Ya Ali Zindagi | Zawar Kazim Ali | 2024 | New Qasida Mola Ali As

◉ Roman Lyrics
Zindagi Mukhtasar Or Safar Asaan Ho Gaya

Wila E Ali Se Mukamal mera Emaan Ho Gaya

Shab E Miraj Gaye Mile Gaye 
Wahdat Ka Tha Parda Parde Mein Bhi Yazdan Ho Gaya
Zindagi Mukhtasar Or Safar Asaan Ho Gaya
Zindagi Mukhtasar Or Safar Asaan Ho Gaya

Unke Dar Pe aajan Kisi Mojze Se Kam Nahi
Jo Aya Inke dar Par Wo Abuzar salman Ho Gaya
Zindagi Mukhtasar Or Safar Asaan Ho Gaya
Zindagi Mukhtasar Or Safar Asaan Ho Gaya

Ae Munkir E Haider Mujh Se Shikwa Karna na Mujh Se Koi
Hatho Se agar Koi Tera Nuksaan Ho Gaya
Zindagi Mukhtasar Or Safar Asaan Ho Gaya
Zindagi Mukhtasar Or Safar Asaan Ho Gaya

Ik Misra Hai Midhat Ki Khatir Mein Hai Betha Faraz yaqeen Se
Phr Yuhi Mere Afkar Pe nazil Quran Ho Gaya
Zindagi Mukhtasar Or Safar Asaan Ho Gaya
Zindagi Mukhtasar Or Safar Asaan Ho Gaya

Zindagi Mukhtasar Or Safar Asaan Ho Gaya
Zindagi Mukhtasar Or Safar Asaan Ho Gaya
Wila E Ali Se Mukamal mera Emaan Ho Gaya

Zindagi Mukhtasar Or Safar Asaan Ho Gaya
Zindagi Mukhtasar Or Safar Asaan Ho Gaya

Post a Comment

0 Comments