Header Notification

Aik Tehreer Uthaye Lyrics Ayyam e Fatima Noha 2023 | Subbaib Abidi New Nohay 2023 / 24

 

Aik Tehreer Uthaye | Ayyam e Fatima Noha 2023 | Subbaib Abidi New Nohay 2023 / 24


Reciter : Syed Subbaib Abidi (Abd e Ali)
Poet : Hasnain Akbar
Composer : Ustad Asghar khan
Audio : Lawa Studio (Mesum Zaidi)
Video : Riz Records (Qamarain)
Special Thanks : Dr Abbas Abidi, Amir Abidi, Irfan Zaidi
Contact : Kumail Abidi 00923111030710
------------------------------------------------------------------------

{ LYRICS AVAILABLE }

Aik Tehreer uthae boli' n darbar main akar zahra (s.a) Logo main bint e nabi (s.a.w) hun

Aisa Badla Hai Madina Apna Haq Mang Rahi Hoon Gasib Se.
Kalma Go Kursi Nasheen Hai Our Main Kab Se 
Khari Hoon.

1) Jitnay Dukh Main Ne Sahey Gar Woh Din Par Bhi
Parain Woh Siyah Raat Bane.
Yehi Dukh Kam Tu Nahi Hai Kis Qadar Tanha
Madine Mein Hoi Hoon.
Koi Sunta Hi Nahi Hai Keh Main Kya Bool Rahi Hoon.

2) Aisay Khamosh Ho Kyun Kehna Chaho Jo Kaho Amma Kuch Tu Bolo.
Ro Ke Boli Beton Se Sath Behno Ka Nibhana Karbal Mein.
Nangay Sar Kaisay Chalein Gi Bas Yehi Soch Rahi Hoon.

3) Pocha Haider Ne Bata Kya Kya Masjid Mein Howa Ro Ke Bas Itna Kaha.
Kabhi Dewaron Ko Thama Kabhi Main Khak Pe
Bethi Hoon Thak Kar.
Kabhi Beton Ne Sanbhala Kabhi Rastay Mein Giri Hoon.

4) Woh Tu Kamsin Hai Abhi Door Hai Sham Se Bhi Seh Na Paye Gi Kabhi.
Mujh Se Zainab Ne Yeh Pocha Kahan Jati Ho Batao Aye Amma.
Main Ne Zainab Se Chupaya Keh Main Darbar Chali Hoon.

5) Turbat-e-Bint-e-Nabi Dekhey :AKBAR: Jo Kabhi Mujh
Ko Lagta Hai Yehi.
Oss Ka Mehdi Kehta Hai Muntaqim Ban Ke Madine Zahra Ka.

Post a Comment

0 Comments