Nohay 2023 | HAYE HAYE ALI AKBAR LYRICS |Mukhtar Fatehpuri | Noha 2023 | Noha Ali Akbar | Nazim Hussain | Muharram Nohay 2023 | Khususi Noha | Riwayiti Noha | Nazim Hussain | Muharram New Nohay 2023 / 1445 | Imam Hussain Noha | Karbala Noha | Mehshar Lakhnawi

 

Nohay 2023 | HAYE HAYE ALI AKBAR ع | Mukhtar Fatehpuri | Noha 2023 | Noha Ali Akbar | Nazim Hussain


Video Details:
Noha Title | Haye Haye Ali Akbar (a.s)
Recitation | Mukhtar Hussain Fatehpuri
Poetry | Janab Mehshar Lakhnawi Sahab (Marhoom)
Composition | Janab Afzaal Mehdi & Nazim Hussain
Co-ordination | Syed Ali Haider Jafri
Video & Edit | Focus Studio (Safdar Kaleem)
Audio & Mixing | Lawa Studio
Creatives | Minhaj Ahmed
Chorus | Rizwan Mirza & Team
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Nohay 2023 | HAYE HAYE ALI AKBAR LYRICS |Mukhtar Fatehpuri | Noha 2023 | Noha Ali Akbar | Nazim Hussain | Muharram Nohay 2023 | Khususi Noha | Riwayiti Noha | Nazim Hussain | Muharram New Nohay 2023 / 1445 | Imam Hussain Noha | Karbala Noha | Mehshar Lakhnawi

● ● NOHA LYRICS ● ● 

Haye Haye Ali Akbar (A.S)
Kehti Thi Yeh Maa Khoo'n Bhari Maiyat Say Lipat Kar

Haye Haye Ali Akbar, Haye Haye Ali Akbar.

Arman Tha Pehnaungi Gi Poshak Shahani
Afsoos Keh Raas Ayi Na Tujh Ku Yeh Jawani
Kaisa Tha Muqaddar,

Haye Haye Ali Akbar, Haye Haye Ali Akbar.

Itna To Zara Thehro Tumhain Dhulha Bana Loon
Bas Ek Jhalak Sahray Ki Sughra Ku Dhika Loon
Baichain Thi Khawahar,

 Haye Haye Ali Akbar, Haye Haye Ali Akbar.

Maa Teri Judayi Mein Bhala Kaisay Jiye Gi
Maar Jayegi Sughra Jo Khabar Teri Sunay Gi
Ab Kya Karoon Dilber,

Haye Haye Ali Akbar, Haye Haye Ali Akbar.

Aathara Baras Paal Kay Parwan Charhaya
Wo Gaisuwoon Wala Mera Khoo'n Main Nahaya
Ye Kya Hua Dilbar,

Haye Haye Ali Akbar, Haye Haye Ali Akbar.

Pehlay To Ek Aawaz Pay Uth Jatay Thay Beta
Ab Itni Saada’oon Pay Bhi Pehloo Nahi Badla
Kya Ho Gaya Dilber,

 Haye Haye Ali Akbar, Haye Haye Ali Akbar.

Tum Hichkiyaan Lay Lay Kay Jo Dam Taur Rahay Ho
Mun Maa Say Hamaisha Kay Liye Mour Rahay Ho
Kiun Roothay Ho Dilber,

 Haye Haye Ali Akbar, Haye Haye Ali Akbar.

Ayein Jo Hamein Lootnay Khaimay Mein Sitamgar
Maa Day Gi Sadaayein Ali Akbar, Ali Akbar
Chin Jaayay Gi Chaadar,

 Haye Haye Ali Akbar, Haye Haye Ali Akbar.

Jab Koi Jawan Laash Nazar Aati Hai "Mehshar"
Ek Yaad Suyay Karbobala Jaati Hai "Mehshar"
Dil Rota Hay Keh Kar.

Haye Haye Ali Akbar, Haye Haye Ali Akbar.
Haye Haye Ali Akbar, Haye Haye Ali Akbar.

- JANAB MEHSHAR LAKHNAWI (Marhoom) -


haye haye ali akbar noha | shehzada ali akbar noha | haye haye ali akbar lyrics | mola ali akbar noha | haye haye ali akbar mp3 | haye haye ali akbar video | nazim hussain haye haye ali akbar | nohay 2023 | new nohay 2023 | shahadat hazrat ali akbar | hazrat ali akbar noha | hazrat ali akbar masyaib | akbar jawan | akbar mein marjawangi | akbar mera sehriyan wala akbar | azaan e ali akbar | daikhtay jana ali akbar | la raha hun mein lasha e akbar | akbar tumhe maloom hai | ali ali akbar ali ali | akbar e man | umme laila sambhal zainab ko | laila duaein kijiye jeeta rahay akbar |

Post a Comment

0 Comments