Badshah Hussain Lyrics | Shahid Baltistani | Noha | 2023/1445

 

Badshah Hussain | Shahid Baltistani | Noha | 2023/1445


◼️ Titlte Noha: Badshah Hussain as
◼️ Concived, Composed & Recited by: Shahid Hussain Baltistani
◼️ Written by: Janab Zeeshan Abidi
◼️ Translation: Janab Mohsin Rizvi (USA)
◼️ Chorus Team: Rizwan Mirza & Team, Brother Mohsin Hashmi, Mesum Zaidi
◼️ Audio: Mesum Zaidi - Lawa Studio
◼️ Video Directed by: Ali Arman Baltistani
◼️ DOP: Muzamil Parvi & Hussain Zaidi (ZB Records)
◼️ Video Edit & Post: TNA Production
◼️ Production Team: Baqar Baltistani, Jaffar Darvaish
◼️ Cover Design | Shujja-GFX

=======================
Ayaa Jo Zulfiqar ki zad main Woh Mar Gaya

Koi surmaa Bach nhi sakka 
Piyaas main BHI is tarha Lada Hussain Hai

Hussainaa Hussainaa
Hussainaa Hussainaa

Jab irjaye ki arsh sa ayee Sada Hussain
Paltta Tu runn sa khaimoon ki janib Chala Hussain
Maqtaal main tujh ko Gair Kay mara Gaya Hussain
Zahra Na aa Kay thaam Lia jab girra Hussain

Shimmer Na rakhi hulq par churri Maa pukaari Mera ladlla Hussain Hai

Badshah Hussain
Shehenshah Hussain
Deen ka asraa Hussain Hai

Huq ki Manzil pa Raha sab Kay diloon par Chaya
Jis Saar kaat Kay BHI koi jukaa Na Paya
Woh usii Shaan sa Zeeshan seena par ayaa
Phir yazeed ka Naam mitt Gaya
Ajj Har zabaan par ya Hussain Hai

Badshah Hussain
Shehenshah Hussain
Deen ka asraa Hussain Hai
Hussain Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Ya Hussain (a.s)

Post a Comment

0 Comments