Related Post: 72-sayings-of-sayyiduna-ali Book - Hindi, Roman Urdu, English irshadaat-e-imam-ahmad-raza नमाज़े नबवी (Namaz e Nabvi) PDF BOOK 21+ Darood Sharif Hindi Mein 22-40 Taqwa Kya Hai? - What Is Piety? By Adv Zuhaib Hafeez I am Palestine Lyrics ( Main Palestine Hun ) Palestine new Track 2021 Ali Di Shadi Ae Shadi Khana Abadi Ae Lyrics - Shadi Mola Ali A.S - New Qasida 2021 (وَرَفَعْنَالَکَ ذِکْرَکْ) Warafana Laka Zikrak | Teri Khushbu Meri Chadar Karim Karam Naat Lyrics Huzoor Meri to Sari Bahar Heart Touching Naat Lyrics Unki Chokhat Ho To Kasa Bhi Para Sajta Hai Naat Lyrics Eid Kar Layna Naat Lyrics 2021 ( پھر تمہیں حق ہے عید کر لینا ) EID AGAI EID AGAI MUBARAK EID MUBARAK NAAT LYRICS यतीम किसे कहते हैं ? Zikr E Qalbi Karne Ke Bad Kaifiyat Kya Hoti Hai?!!! Makhdoom Zamane Da Imran Da Jaya Ae Lyrics Qasida Mola Ali New Qasida 2021 Zikr E Jahr Ka Tarika Aur Zikr E Jahr Ki Mehfil Ke Liye Hadees E Mubarka
KALAM - L Y R I C S SAQAA E HARAM, RAKH LENA BHARAM HUM DAR PE TUMHAARE AAYE HAIN ABBAS ABBAS YA ABAL FADHLIL ABBAS TUM BHI NAHI HUMKO THUKRANA, HUM DUNYA KE THUKRAAE HAIN 1.AB SAARE SAHARE TOOT CHUKE – HUME APNE PARAYE LOOT CHUKE TUM APNI PANAHO ME LELO HUM GHAM SE BOHOT GHABRAAYE HAIN 2.ASHKON KI ZUBAA(N) PEHNCHANTE HO – JO DIL ME HAI WHO JAANTE HO HUM KEH NAHI SAKTE TUM SUNLO BAS HAATHON KO PHELAAYE HAIN 3.HAR SOONI GODI KHIL JAAYE – HAR BETI KO RISHTA MILJAAE UN CHEHRO(N) KO RONAQ DEDO JO GHAM KE SABAB MURJHAAE HAIN 4.MOLA TUM BAAB E HAWAAIJ HO – ROZE PE UNHE BHI BULWALO GHURBAT KE SABAB JO AA NA SAKE HUM UNKE AREEZE LAAYE HAIN 5.KHA KHA KE TAMACHE ROTI HAI – ZINDA KI KHAAK PE SOTI HAI BUJH JAAYE PYAAS SAKINA HUM AANKH AANSU LAAYE 6.DARBAAR SAKHI ABBAS KA THA – KUCH MAANGNA THA LAZIM MAANGA LEKIN YEH HAQEEQAT BHI HAI QAMAR HUM PURSA DENE AAYE HAI सका ए हराम, रख लेना भरम हम दर पे तुम्हारे आये हैं अब्बास अब्बास या अबल फदलील अब्बास तुम भी नहीं हमको ठुकराना, हम दुनि...
Best naat Khwaab e Ghaflat mein soye hue momino lyrics Khwaab e Ghaflat mein soye hue momino Aish o Ishrat badhane se kya fayeda Aankh kholo aur yaad Rabb ko karo Umar yuu hi gawaane se kya fayeda Apne rabb ko jawaani mein bhoola hai tu Aur taaqat ke boote pe phoola hai tu Jab jawani dhalegi to pachtaayega Aise rone rulaane se kya fayeda Aankh kholo aur yaad Rabb ko karo Umar yuu hi gawaane se kya fayeda Tha Hukuumat ka Firoun ko bhi nasha Zulm par Zulm wo Khalqat kartafaayeda Jab Samunder mein Dooba to kehne laga Is Hukuumat ke paane se kya fayeda Aankh kholo aur yaad Rabb ko karo Umar yuu hi gawaane se kya fayeda Kitna Ma' aroof qissa hai Shaddaad ka Rooh jab uske Tan se nikaali ga Marta Marta wo logo se kehta gaya Aisi Jannat banaane se kya fayeda Aankh kholo aur yaad Rabb ko karo Umar yuu hi gawaane se kya fayeda Maaldaari mein mash' hoor Qaaroon tha Wo mukhaalif tha Moosa wa Haaroon ka Jab Zamee mein dhasaya to kehne laga Aise bejaa kh...
Comments
Post a Comment