- Get link
- X
- Other Apps
Editors' Choice
Posted by
Sameem khan
on
- Get link
- X
- Other Apps
Unki Chokhat Ho To Kaasa Bhi Pada Sajta Hai Lyrics
Unki Chokhat Ho To Kaasa Bhi Pada Sajta Hai Naat Lyrics. One Of The Most Beautiful Naat Unki Chokhat Ho To Kaasa Bhi Pada Sajta Hai Full Lyrics In English, Urdu, Hindi, Gujarati. This Naat Is Recited By Qari Shahid Mahmood Qadri, Muhammad Azam Qadri, Sarwar Hussain Naqshbandi in Their Beautiful & Soothing Voice. Unki Chokhat Ho To Kaasa Bhi Pada Sajta Hai Naat Is Written By Sarwar Hussain Naqshbandi. English, Urdu, Hindi, Gujarati All Four Languages Available(Scroll Down).
Unki Chokhat Ho To Kasa Bhi Pada Sajta Hai
Dar Bada Ho To Sawaali Bhi Khada Sajta Hai
Aisa Aaqa Ho To Laazim Hai Ghulami Pe Guroor
Aisi Nisbat Ho To Phir Bol Bada Sajta Hai
Taajshaahi Ke Muqaddar Mein Ye Zebaai Kahan
Jiska Dar Unki Ghulami Ka Kada Sajta Hai
Kaan Me Hoor Ke Muqaddar Ne Ye Sharghoshi Ki
Tu Naginaa Hai Anguthi Me Jada Sajta Hai
Mujhse Kehte Hai Yahi Ahle Muhabbat “Sarwar”
Naat Ka Nagma Tere Lab Pe Bada Sajta Hai
Ye Ghulami Kahin Kam-tar Nahin Hone Deti
Unka Naukar Ho To Shaaho Se Bada Sajta Hai
Sarwar e Deen Ke Musalle Pe Khuda Janta Hai
Murtaza Pichhe Ho Siddiq Khada Sajta Hai
Dekh Kar Bole Ye Siddiq o Umar Taybah Mein
Kandha e Shah Pe Shabbir Chada Sajta Hai
Maula Shabbar Se Khuda Jaane Sakhi Mahdi Tak
Gulshan e Zahra Ka Har Phool Bada Sajta Hai
Jab Ata Karne Pe Bethe Ho Ali o Shabbar
Phir To Jannat Ke Liye Koi Khada Sajta Hai
Karke Dikhlaaya Ye Siddiq Ne Iqram Aziz
Bazme Ash’haab Me Haidar Bhi Bada Sajta Hai
उनकी चोखट हो तो कांसा भी पड़ा सजता है
दर बड़ा हो तो सवाली भी खड़ा सजता है
ऐसा आका हो तो लाज़िम है गुलामी पे गुरूर
ऐसी निस्बत हो तो फिर बोल बड़ा सजता है
ताजशाही के मुकद्दर में ये ज़ेबाई कहाँ
जिस्का दर उनकी गुलामी का कड़ा सजता है
कान में हूर के मुकद्दर ने ये शर्घोशी की
तू नगीना है अंगुठी में जड़ा सजता है
मुझसे केहते हैं यहीं ऐहले मुहब्बत “सरवर”
नात का नगमा तेरे लब पे बड़ा सजता है
ये गुलामी कहीं कम-तर नहीं होने देती
उनका नौकर हो तो शाहो से बड़ा सजता है
सरवरे दीन के मुसल्ले पे खुदा जानता है
मुर्तजा पिछे हो सिद्दीक खड़ा सजता है
देख कर बोले ये सिद्दीक़ो उमर तयबाह में
कंधा ए शाह पे शब्बीर चड़ा सजता है
मौला शब्बर से खुदा जाने सखी महदी तक
गुलशने ज़हरा का हर फूल बड़ा सजता है
जब अता करने पे बेठे हो अली ओ शब्बर
फिर तो जन्नत के लिए कोई खड़ा सजता है
करके दिखलाया ये सिद्दीक़ ने इकराम अज़ीज़
बजमे अश’हाब में हैदर भी बड़ा सजता है
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment