Recent Posts

Header Ads

Comments

Facebook

Adab Se Samne Jiske Jo Sar Jhukaye Hussain Lyrics - Fatima Zahra Lyrics In Hindi Qasida - Humaira Channa - 2021 | New Qasida Bibi Fatima Sa

Adab Se Samne Jiske Jo Sar Jhukaye Hussain Wo Jis Ke Qadmo Se Ankho Ko Lagaye Hussain Jabeen Pe Jis Ki Taharat Ka Saja Hai Sehra Kasam Khuda Ki Wo Z

Fatima Zahra sa - Humaira Channa - 2021 | New Qasida Bibi Fatima Sa

Qasida Lyrics
Adab Se Samne Jiske Jo Sar Jhukaye Hussain 
Wo Jis Ke Qadmo Se Ankho Ko Lagaye Hussain

Jabeen Pe Jis Ki Taharat Ka Saja Hai Sehra Kasam Khuda Ki Wo Zahra Hai
Fatima Zahra 
Adab Se Samne Jiske Jo Sar Jhukaye Hussain 

Quran Mein Jisay Khaliq Ne Pukara Kosar Rasool Jis Ke Adab Mein Khare Hoay Aksar
Wo Jis Ka deti Hai Tatheer E Khuda Bhi Pehra 

Kasam Khuda Ki Wo Zahra Hai Fatima Zahra
Adab Se Samne Jiske Jo Sar Jhukaye Hussain 

Quran Jis Ki Taharat Pe Gawah Ban Aya Besaya Pak Payambar Ka Muqaddas Saya
Wo Jis Hijaab Mein Chupa Hai Khuda Ka Chehra

Kasam Khuda Ki Wo Zahra Hai Fatima Zahra
Adab Se Samne Jiske Jo Sar Jhukaye Hussain 

Karam Bagair Mumkin Nahi Tu Shan Likhay 
Kalam Bhi Tera Salamat Adab Se Kiun Na Jhukay

Maqam Jis Ka Tere Harf Kaaba Thehra 
Kasam Khuda Ki Wo Zahra Hai Fatima Zahra
Adab Se Samne Jiske Jo Sar Jhukaye Hussain 

Adab Se Samne Jiske Jo Sar Jhukaye Hussain 
Wo Jis Ke Qadmo Se Ankho Ko Lagaye Hussain

Jabeen Pe Jis Ki Taharat Ka Saja Hai Sehra Kasam Khuda Ki Wo Zahra Hai
Fatima Zahra 
Adab Se Samne Jiske Jo Sar Jhukaye Hussain 

फातिमा ज़हरा  - हुमैरा चन्ना - 2021 | नई क़सीदा बीबी फातिमा सा कसीदा गीत

Adab Se Samne Jiske Jo Sar Jhukaye Hussain Lyrics in hindi

अदब से सामने जिस्के जो सर झुके हुसैन
वो जिस के कदमो से आंखों को लगाये हुसैन

जबीन पे जिस की तहर का साजा है सेहरा कसम खुदा की वो जहर है
फातिमा ज़हराई
अदब से सामने जिस्के जो सर झुके हुसैन

कुरान में जिसे खालिक ने पुकारा कोसर रसूल जिस के अदब में खरे होय अक्सर
वो जिस का देता है साथर ए खुदा भी पहरा

कसम खुदा की वो ज़हरा है फातिमा ज़हरा
अदब से सामने जिस्के जो सर झुके हुसैन

कुरान जिस की तहरात पे गवाह बन आया बसाया पाक पयंबर का मुकद्दस साया
वो जिस हिजाब में चुप है खुदा का चेहरा

कसम खुदा की वो ज़हरा है फातिमा ज़हरा
अदब से सामने जिस्के जो सर झुके हुसैन

करम बगैर मुमकिन नहीं तू शान लिखा
कलाम भी तेरा सलामत अदब से किन ना झुकाय

मक़म जिस का तेरे हरफ काबा थेहरा