Header Notification

Sufi Meditation Methods!!!

Sufi Meditation Methods, This video the beautiful motivational video Another good informative video about, Sufi Meditation Methods. What is Sufi Meditation? Sufi meditation is an important component of Islamic spirituality. Dhikr (Zikr) and meditation are used to empty the mind and heart of spiritual pollutants. Sufi meditation aims to balance, heal, and enrich followers to re-face and rejuvenate life. Material not attributed to a source may be questioned and removed. “Truth” is one of the “four stages” in Sufism, shariyat (visible path), tariqat (esoteric path), haqeeqat (mystical reality) and marfat (ultimate mystical knowledge, unio mystica). Sufism, Islamic mystical doctrine and practices in which Muslims seek to know the truth of divine love and knowledge through direct personal experience with God. Sufi Zikr is also a spelling of dhikr, ritual, or prayer practiced by Muslim Sufism (mystics) to glorify God and achieve spiritual perfection. Like thought, Zikr and Meditation is a method that Sufism can use in their quest for unity with God.


-Seyyadna Riaz Ahmad Gohar Shahi jab Lal bagh mein chilah kashi kar rahe thay to us waqt aik Book tehreer farmai jis ka naam hai "Taryaq e Qalb". Aur is Book Taryaq e Qalb mein aik mukhtasar sa paigham diya hai un ke liye jo Khuda Taala ke Ashqeen banna chahte hain. Jo Khuda Taala ki zat tak pohnchna chahte hain. Wo kon sa ilm hai, kis chez ko apnane se ya kis ilm ko shekhne se Rab Taala, Khuda Taala ki zat tak insan pohnch sakta hai. Taryaq e Qalb Book ki sirf 4 linon mein mukhtasar sa paigham hai jis mein tamam tar chezin posheda hain. Seyyadna Riaz Ahmad Gohar Shahi farmate hain: Nafs ko na pehchana jo sath tha tere, Banda e Khuda ko kiya pehchana. Hazrat Bayazid Bastami (RH) se pocha gaya ke ap ko Khuda ko pane mein to boht waqt laga ho ga, to unhone farmaya nahi, main sirf Nafs se hat gaya hon Khuda mil gaya hai. Is Nafs ki pehchan kon karwata hai? wo hai Murshid, kyun ke Nafs ko Murshid hi contarol kar sakta hai bande ki khud ke bas ki bat nahi. Bande ne agar Khuda ko na pehchana to phir Muhammad e Mustafa ko kya pehchana. Yani ke Murshid jo Rohani Murshid hai, us ki zat tak nahi pohnchne aur us ne Nafs ki tarbiyat nahi ki to phir ap ko Hazoor Pak (SAW) ki Mehfil bhi naseeb nahi ho sakti. Mazeed malomat ap ko isi Islamic Video mein mile gi is liye video ko pora dekha, aur apne dil ki dharkanon ke sath Allah ka zikr bhi karte rehna. 

Post a Comment

0 Comments