Kya Imam Mahdi (as) Ka Zahoor Hone Wala Hai? This video the beautiful motivational video Another good informative video about, Imam Mahdi (as) ka Zahoor. Who is Imam Mahdi? The Imam Mahdi, meaning "rightly guided", is an eschatological messianic figure who, according to Sunni and Shiite beliefs, will appear (Zahoor) on the Day of Judgment to save the world from evil and injustice. In Islam, it is said that the Messiah (Hazrat Isa as) will appear (Hazoor or Nazool) before his second coming and establish the divine kingdom of God. According to the hadith of Cafer es-Sadiq, the Imam Mahdi's face will shine like a star and the Imam Mahdi and his army will help people, in the name of Allah, purify their hearts from all evil. It is also mentioned in Hindu and Buddhist methodology, Kalki avatar in Hinduism and Maitriya in Buddhism. In most traditions, the Imam Mahdi (as) will come before the Messiah (Hazrat Isa (as) Jesus in Islam) and both the Isa (as) and the Imam Mahdi will defeat the Antichrist in one eye. His work against Isa (as) is to deceive people through lies and magic: all Sunnis and Shiites in Islam believe the same thing and accordingly Christians believe in the same theology and are popular with both Sunni and Shia Muslims and have been a part of Sunnis. Muslim faith for a period of 1400 years. Sunni and Shiite sects agree that the Imam Mahdi (as) will rule the whole world for 7 years, then Hazrat Isa as (Jesus) will rule the world and the world for 40 years. He is the Imam Mahdi. 12th Imams, who make up the majority of Shiites today, believe that Muhammad al Mahdi, son of the 11th imam, Hasan al-Askari, is the expected Imam Mahdi as. Shiites, including al-Daoudi al-Bohra, believe that Imam F is a descendant and the current occult Mahdi. The Baha'i Faith believes that the Bab is the spiritual return of the Imam Mahdi, the 12th Shiite Imam.
-Imam Mahdi as Ka Zahoor Kab hona hai? Aj kal social media pe boht hi charcha hai is hawale se ke Imam Mahdi as Zahoor exact 6 manth ke bad hona hai, Imam Mahdi as ka Zahoor 2 saal ke bad hona hai, Imam Mahdi as ka zahoor is hajj par hona hai waghaira waghaira. Hum dekhte hain ke Imam Mahdi as ke bare mein, un ke zahoor ke bare mein Allah taala ne Quran e Pak mein kya farmaya? Allah taala Quran e Pak mein farmta hai, (Allahzeena Yumenuna Bil Ghaib) wo log jo Ghaib par imaan lay. kuch Ulama ke kehna hai balke Fuqra ka kehna hai, is Ghaib se murad Imam Mahdi as ki Zaat e mubarka hai. Yani ke Imam Mahdi as ki Ghaibat par Imaan lana, Un ke Ghaib hone par imaan lana aur Ghaib hone ke bad Zahir hone mein yani Zahoor par imaan lana hai. Ab us Ghaib par Imaan lana us ki ghaibat par imaan lana, Allah taala ne Quran e Pak mein farma diya. Surah Yunus, ayat no 20, Allah taala farmata hai: Allah taala Momenin ke bare mein farmata hai jo Imam Mahdi as ke Zahoor ke bare mein Imaan rakhte hain, Allah taala Farmata hai (Faqul Inamal Ghaibu illah) tum farmao to ghaib to sirf Allah ke liye hai, Yani ke Imam Mahdi as ke Ghaibat se Zahoor hone ka exact Ilm jo hai wo sirf Allah taala zaat ko hai. Aur tum logon ke liye kya hai tum logon ke farz kya hai, tum logon ki duty kya hai, Allah taala farmata hai (Fantaziru) tum sirf intazar karo. Yani ke Bandon ki duty hai sirf Intazar karna, aur Imam Mahdi as ka Zahoor exact kis din ko hoga? ye Exact Information sirf Allah taala ki hi zaat ko pata hai. Agarche sari Nishaniyan pori ho chuki, jitni bhi Nishaniyan batai gain wo pori ho chuki hain, lakin kis hin hona hai ya kis raat ho na hai ye malomat kisi bhi insan ko nahi ye Allah aur Imam Mahdi as ka mamla hai. Jo shakhs Imam Mahdi as ke Zahoor par imaan la chuke hain, ye un ki zimadari nahi hai ke kis din Imam Mahdi as ka zahoor hoga, un ki zimadari hai ke wo intazar karen, aur Intazar karne walon mein wo log shamil hain, jin ke dil mein noor hai, kyun ke Imam Mahdi as Noor ka Aftab hain. aur Imam mahdi as ka intazar karne walon mein, jaisa ke Allah ne farmaya ke tum intazar karo, tumhara kaam intazar karna hai jin ke andar Rab ki Zaat ka zaati Noor hai. Imam Mahdi as ka Zahoor ka intazar wohi log kar rahe hain jin ke dil Rab ke Naam ke Zikr se Munawar hain. Imam Mahdi as ka Zahoor kab hona hai ye to sirf Allah taala ki zaat ko hi pata hai, lakin ab ke halat kuch is tarhan ke ho chuke hain ke aisa lagta hai ke Imam mahdi as ka zahoor hone wala hai, lakin halat ye kehte hain ke kisi bhi time un ka zahoor ho sakta hai, un ka zahoor kal ho ya un ka zahoor kisi bhi time ho jaye, ye kisi ko nahi pata. Humra kaam ye banda hai ke hum apne dilon ko Allah ke noor se munawar karin kyun ke kisi bhi waqt Imam Mahdi as ka zahoor ho sakta hai humain chahiye ke hum un ka Intazar karin, aur exact information dena ke Imam Mahdi as ka Zahoor kab hona hai ye kisi bhi insan ka kaam nahi.
0 Comments