●Aayi Hai Chehlum Mananay Bint e Zehra Bhai Ka
Karbala Main Araha Hai Sham Say Ek Kafla
Khud Ko Naqay Say Gira Kar Kehti Thi Bint Ali
Aayi Hai Zainab Ujar Kar Daikh Mairay Bawafa
●Ek Tumhari Chal Raha Hai Sath Jo Beemar Hai
lag Raha Hai Yeh Hi In Ka Kafla Salaar Hai
Parh Raha Hai Bai Ridai Ka Yeh Rokar Marsiya
Karbala Anay Ka Jis Ko Is Qadar Armaan Tha
Bai Kafan Zindan Main Usay Dafna Diya
●Sham Ki Rodaad Bhai Ko Sunaye Gi Bahan
Rasyon Kay Neel Bazo Par Dikhayegi Bahan
Bai Kafan Zindan Main Bhai Usay Dafna Diya
Shamoion Nay Baap Ka Beti Say Badla Lai Liya
Koi Hai Aamir Zaeefa Hokay Binte Fatima
0 Comments