Do Jahanon pe Rehmat Ka saya Aye Madar e Ghamkhaar
Har qadam par hamara sahara Aye madar e Ghamkhaar
Kaise Na Jaane Koi Aye Madina?
Dukhya Hai Madar Aafat Rasida
Shaam o Sahar Karti thi Duayen
Ummat Ki sab Leti Thi Balayen
Fitna Magar Dunya ne Yeh Dekha
Nasir Nahi Koi Maa Hai Tanha
Aahon par Madar Teri Hun Muztar
Sanson par Madar Teri Hun Muztar
Mazloom Madar; Be Kas Madar
Kuche Mein Pohnchi jaise hi Madar
Kehti Mukarrar; Haider Haider
Haider Haider Haider Haider
Haider Haider Haider Haider (Zahra as Ali as ko Lene Chali Hai)
Haider Haider Haider Haider ( Jabki Lahoo Mein Tar wo Kali Hai)
Tum Wilayat Ki Khatir Uthi ho Aye Madar e Ghamkhaar
Toote Pehlu ko lekar Chali Ho Aye Madar e Ghamkhaar
Kyun na pareshan hun meri madar
Saansen Ukhadti hain teri madar
Madar main Qurban saanson pe teri
Madar main Qurban Aahon pe Teri
Wo Mehrbaani wo Dast e Shafqat
Ab Hai kahan wo Saya e Rehmat?
Pehloo Shikasta, Baazu hai nila
Kaise yeh bibi Chehra hai Suja
Aye Jaan madar Aye Jaan madar
Aye Jaan madar Aye Jaan madar
Pehloo Shikasta, Baazu hai nila
Kaise yeh bibi Chehra hai Suja
Aye Jaan madar Aye Jaan madar
Aye Jaan madar Aye Jaan madar
0 Comments