Haye mara Hassan(ع) Askari ko 4×
Boli Narjis ye ba qalbe Muztar
Haye mara Hassan(ع) Askari ko 2×
Jeeti *baithi* hun *Wali* ko khokar
Haye mara Hassan(ع) Askari ko 2×
Uth gaya haye hadi hamara
Margaya bekason ka sahara 2×
Har taraf ghar me mehshar hai barpa
Haye mara Hassan(ع) Askari ko
Boli Narjis ye ba qalbe Muztar
(Haye mara Hassan(ع) Askari ko)2×
Tha wo burj e sadaqat ka gawhar
Tha wo burj e imamat ka akhtar
Tha wo noor e nigha e payamber
Haye mara Hassan(ع) Askari ko
Boli Narjis ye ba qalbe Muztar
(Haye mara Hassan(ع) Askari ko) 2×
(Ek Hazrat *ko* kya maut ayi
Hogayi sare ghar *ki* safai)
Koi monis hai apna na yawar
Haye mara Hassan(ع) Askari ko
Boli Narjis ye ba qalbe Muztar
(Haye mara Hassan(ع) Askari ko) 2×
(Saal untiswan (29) kaisa aya
Saath wali ka *jisne* chudaya) 2×
Phir gaya mujh se mera muqaddar
Haye mara Hassan(ع) Askari ko
Boli Narjis ye ba qalbe Muztar
(Haye mara Hassan(ع) Askari ko) 2×
(Zehr kaisa ye qatil tha wari
Jisne li jaan haye tumari)2×
Kyun na tuta falak mautamad par
Haye mara Hassan(ع) Askari ko
Boli Narjis ye ba qalbe Muztar
(Haye mara Hassan(ع) Askari ko)2×
Ro rahen hai wo nazon ke paley
Koi bache ko kyun kar sambhale
Keh rahey hain bhilak ke wo muztar
Haye mara Hassan(ع) Askari ko
Boli Narjis ye ba qalbe Muztar
(Haye mara Hassan(ع) Askari ko)4×
0 Comments