NOHA - L Y R I C S ●
Fathima s.a Khamosh Hain
●Pahlo shikasta Fatema kis se kare bayan
Dar es tarha giraya ke tooti hain pasleyan
Har shab ko apni haal par roti h Fatema
Lakin kabhi Ali se na shikwa koi keya
●Darde Gham pahlu ka sahkar Fatema khamosh han
Zakhm y dekhen na Haider Fatema Khamosh han
1.Pasleyan toti hoi han dard ki h enteha
Kar rahi han baith kar apni namazo ko ada
Kab koi shikwa h lab par Fatema khamosh han
2.Dil pe Mohsin ki shahadat ka abhi taza h gham
Muntazir han mot ki or ashk say aankhen han nam
Gham sabhi apne chupa kar Fatema khamosh han
3. Khof h es baat ka dekhen na chehra murtaza
Neel zalim k tamacha ka h bibi ke pada
Dard ki tasveer bankar Fatema khamosh han
4. Bazato minni kaha jis ko NABI E Paak ne
Haif k ummat ne har lamha sataya h use
Qabr me Roye Payambar Fatema khamosh han
5. Yaas se madar ko apni dekhte han Mujtaba
Ro k y baba say kahte han shahe karbobala
Kyn meri awaz sunkar Fatema khamosh
6.Aake ummat ne jalaya Fatema Zehra ka ghar
Dekh kar Haider ko tanha khoon Rota hai Jigar
Qalb pe chalta h khanjar Fatema khamosh h
7.Aai thi haq lene Zehra zulm ke darbar se Kar deye tukde sanad ke be haya badkar ne
Bikhre tukdo ko uthakar Fatema khamosh hai
9.Kis tarha Rehan koi ghurbate Zehra likhe
Y wo mazloma h jis par zulm ab tak na roke
Rota h Danish bhi likhkar Fatema khamosh hain.
0 Comments