Header Notification

New Manqabat 2020 | Ali Ibne Abi Talib | 13 Rajab | Mola Ali Manqabat

Haider as Haider Haider as Haider Lehmo Ka Lehmi Jis Ko Kaha Nafso Ka Nafsi Jis Ko Kaha Sar e Khana e Khuda jj Dekho Aagya Wo Abu Talib as Ka Beta. Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s Haidr Ali Haider Haider Haider Haider 01. Qul Ho Allah jj Ho Ahad Allah Hus Samad Emaan Hai Sub Ka Ake Bachy Ke Awaz Say Phir Kewn Gounja Bait Ullah Halchal The Har Jaghan, Haider. Yeh Kis Ke Hai Sada, Haider. Binte Asad Nay De Yay Khabar Nai Kon Hai Yeh Anay Wala... Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s 02. Teri Hasti Ka Edrak Kahan Hota Hai Khutboun Say Teri Zaat Wo Zaat Nahe Jo Aqal Main Aye Lafzoun Say Tujhy Koi Na Samjha, Haider Juz Zaat e Mustafa, Haider Tera Naam Jab Leya, Dil Nay Yay Kaha, Hamad Hai Ya Zikr e Mola as. Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s 03. Har Shay Say Rab Nay Teri Wilayat Ka Iqrar Leya Tha Wo Shay Tasleem Nahi Rab Ko Jis Nay Inkar Kia Tera Rab sy Rabta, Haider Hai Ajeeb Falsafa, Haider Tera Ishq Jab Mila, Raaz Yay Khula,Hai Willayat Ka Ake Darja Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s Haidr Ali Haider Haider Haider Haider Ak Roz Ak Shab e Zulf e Daraz Nay Hum Say Kaha Kay Kab Yay Sukhanwar Ke bBaat Hai Ata Nahi Hai Zikr e Rasool e khuda s.a.w.w Tumhain Bus Fatima s.a Ka Zikr Hai Haider a.s Ke Baat Hai Main Nay Kaha Kay Zikr e Rasool e Khuda s.a.w.w. Kroun Kehnay Laga Kay Han Yay Hai Johar Ke Baat Hai Main Nay Kia Jo Dawat e Awal Ka Tazkira Bolay Hatao Is Main Tu Haider Ke Baat Hai Main Nay Sunaya Aya e Tatheer Ka Nazool Bolay Yay Ghar Main Rehny Do Yay Ghar Ke Baat Hai Main Nay Nabi s.a.w.w Kay Buth Shikani Ka Kia Bayan Kehny lagay Kay Dukhti howi Rag Na Chereyay Paye Ali o Dosh e Payamber s.a.w.w Ke Baat Hai Main Nay Sunaya Jab Shab e Hijrat Ka Waqiya Bolay Kay Yay Rasool s.a.w.w Kay Bister Ke Baat Hai Main Nay Nabi s.a.w.w.kay Akhiri Hajj Ka Kia Bayan Bolay Kay Yay Ghadeer Kay Mimber Ke Baat Hai Main Nay Kaha Kay Zikr e Nabi s.w.a.a. Kis Tarhan Kron Ahmed a.s Ke Baat Baat Main Haider Ke Baat Hai 04. Mairaj Ke Shab Pohnchy To Muhummad Ny Yay Manzar Dekha Jany Yay Kis Ka Hath Hijaab e Akber Say Aya Dil Ko Guman Tha, Haider Yay Hath Hai Tera, Haider Angostri Teri, Jab Dekhai De,Dil Muhammad a.s.w.w Ka Yay Bola Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s 05. Teri Jaye Wiladat Kay Chakkar Kato To Hajj Hota Hai Jis Dil Main To Rehta Hai Wo Dil Misl e Kabaa Hai Hai La Makkan Khuda Haider Kaaba Hai Ghar Tera Haider Kahay Koi To Bashar Kis Ka Hai Yay Ghar Kon Hai Kabay Main Rehta Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s 06. Saray Abdal O Qalandar r.a Hain Tery He Dar Kay Nokar Dewano ko Danai Ata Krta Hai Tera Dar Behlol Ke Sada Haider Yay Wird Hai Mera Haider Nahi Koi Dosra Bus Tery Siwa or Koi Ho Nahi Sakta Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s Alhamdo Lillahil Lazi Jaalana Minal Mutamasikeen Be Willayat e Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s 07. Madhay Mola as Kay Leyay Salman r.a Ka Dil Mesum r.a Ke Zuban Ho Har Madhat Kay Mimber Say Raza Tum Yay Elaan kro Har Waqt Har Jaghn, Haider Bus Zikr Ho Tera, Haider Tera Mazhar Abidi Sari Zindagi Yay Wazeefa Parhta Rahye Ga Ameer ul Momineen as Ali Ibne Abi Talib a.s

Post a Comment

0 Comments