Khatm ho gya khatm ho gya
Ek din mai sab hussain ka ghar khatm ho gya
1) ran mai hassan ke laal ko paamaal kardia
Iss gham ne ek maa ka bura haal kar dia
Rehwar ki sumo mai pisar
khatm ho gya
2) ek lassh ane wali hai khud ko sambhalna
Kis ke liyea sajaye ho chota sa paalna
Bano tumhara noor e nazr khatm ho gya
3) barchi ki zad se seena e akbar na bach saka
Afsoos shabhi e payambar na bachsaka
Laila teri dua ka asr khatm ho gya
4) zainab ke dil pa kohe masayab gira diyea
Maqtal mai do charagh ajal ne bujha diyea
Ek maa ki godh lut gye ghar khatm ho gya
5) ye roushni hai shaam e gariba qaraar ki
Pehchan ab toh dekh ke surat sawar ki
Zainab gubar e raah guzar khatm ho gya
6) ye keh ke ashk ankho se sarwar ki beh gya
Abbas jate jate hame bhai keh gye
Ab shikwa e khameeda kamar khatm ho gya
7) laashey pe bekasi hai shahe mashraqin ke
Tan par libas tak bhe na chora hussain ke
Aye karbala shahoor e bashar kham ho gya
8)wo gham tha umr kat gye ranj o malal mai
Baba ko itna roye hain chaleeis (40) saal mai
Abid ka sara khoon e jigar khatm ho gya
9) maqbooliyat ko amir o akhtar ye kam nahi
Wo konsi hai ankh jo majlis mai num nahi
Nohey mai kaise keh dain asar khatm ho gya

0 Comments