Zindagi Main Ho Karam mujh Pay bhe Mery Sarkar
chotay Hazrat s.a Sy kahain Mujh ko Bana Dean Zawar
01. Mola as Ake Baar Mujhy Izn e Ziyart Dy Do
Tum Ko Zehra s.a Ke Qasam Mujh ko Ijazat Dy Do
Zindagi Kam hai Bohat Thori Se Muhlat Dy Do
Mera Saman e Safar Kab Sy Rakha hai Tayyar.
02. Bab e Saqi e Atash Per Jo Nazar Jaye Ge
Yad Masoom Sakina s.a Ke Bohat Aye Ge
Lash Per Teri Jahan Ro Na Sakky Ahle Haram
Ak Zamana hai Wahan Aaj Tera Matamdar
Jab Sham o Sehar Fatima s.a Zehra tujhy Roye
Abbas Tera Haq hai Zamana Tujhy Roye.
03. Jhola Asgher Ka Rakha hai Jahan Ake Hujray Main
Aesa Lagta hai Wahan Maa Kisi Ake Konay Main
Chom Kr Khoon Bhara Halqom Sada Dyte Hai
Ankhen Tu Kholo Meri Simit to Dekho ak Baar.
Koza Lay Kr Hathoun Main Wo Tujh ko Dhondny Jate hai
Kuch To Bolo Ankhen Kholo Asgher Behan Bulate hai.
04. Jab Muqam e Ali as Akber Per Parhunga Noha
Aye Ge Sughra s.a Kay Rony Ke Madinay Sy Sada
Ajj Bhe Lashy Pay Maa Sehra Leyh Roti Hai
Baap Ke Ajj Bhe Hai Lash e Jawan Pay Yay Pukar.
Apny Laho Main Ap Sanwarny Kay Din Na Thy
Akber a.s Jawan Abhi Tery Marny Kay Din Na Thy
05.Khaimagha Dekh Kay Yad Aye Ga Manzar Sara
Aye Jab Akhri Rukhsat Ko Ghareeb e Zehra s.a
Shor e Giriya Sy Qayamt The Fizaoun Main Bapa
Behan Kehti The Yeh Krty Howy Bhai Ko Sawar
Zainab s.a Ko Har Ak Mor Pay Tarpaye Ge Duniya
Yad Aogay Bhaiya Yad Aogay Bhaiya
06. Jab Muqam e Kaf e Abbas s.a Pay Jana Hoga
Kaisy Hote Hai Katty Hathoun Sy Dekhunga atta
Zairoun Ko Yahan Milti Hai Wafa Ke Soughat
Mango Sadqay Main Sakina s.a Kay Sajja hai Darbar
Dua to Mang Sakina s.a Ka Wasta Day Kr
Yeh Kaisy Hoga Kay Abbas Or Atta na kray
07. Tila Zainabiya s.a Per Na Rukkay Ga Giriya
Behan kay Samnay Katta Gaya Bhai Ka Gala
Yahan Sy Zainab s.a Ny Churri Bhai Pay Chaltay Dekhi
Keh kay Maqtal Ko Challi Rotay Howy Wo Ghamkhar
Kia Guzri Hai Tum Per Kuch to Kaho Sadqay Gaye Maa Jai Hai Zainab s.a
Aye Bhai Hussaina , Aye Bhai Hussaina
08. Hoge Jab Nazar e Karam Ghazi Ke Rehan o Raza
Karbala Ja Kay Main Wapis Jo Watan Aounga
log Pouchen Gay Mera Haal Main Batlaounga Kia
Askh Hain Ankhoun Main Or Dil Ko Nhi Milta Qarar
Yeh Dil Bina Hussain a.s Kay Paye Sukoon Kahan
Dil Karbala Main Reh Gaya Main Agaya Yahan

1 Comments
😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
ReplyDelete