Jannat Hai Karbala
*********Ali Haq Haider Haider Lyrics*******
Ali Haq haider haider Haq
Ali Haq haider haider Haq
Ho subha chahe sham
Hai vird e zabaN yahi naam
01- Tu Sher hai rubka or Moula subka,
Hai Eid hamari din Tera Rajab ka
Kaabe ke badan par bhi hai Noorani ehraam
02- Quran ke paare tujhe yaad hai Sarey
Kaabe ki nazar kyon sadqa Na Utaare
Be jaan butoN May haiaane say tere kohraam
03- AasaN manzil hai ab Kya Mushkil hai
Ye diN ka muhafiz Quran ka dil hai
Islam Mubarak hoe Tohid ka ye in'aam
04- Marhab say kehna Zara hosh May Rehna
Dariyae takabbur aukaat May behna
Is sher ka to haider rakkha hai maa ne naam
05- Ek Shamma Jali Zulmat ko khali hai
Kaabe ko khabar hai ye Haqqa Wali hai
Aagoshe payamber may aaya hai ek Imam
06- Murdo ko jilaye sooraj paltaye
tu door zamany ke mushkil farmaye
Khaliq na tujhay Sonpay sub apnay walay kam..
07- Hay is mai zarori naslo ke taharat
naimat ya dilati ha maaon ke sharafat
tera ishq mera mola hai khaliq ka inaam
08- Kam aql Musalman tu kyon hai pareshaN
Hum akbaro Akhtar karte hai ye ailaN
Jannat ki Jo khahish hai tu Inka Daman tham

0 Comments