فرس کی زین سے بے شک اُتر گئے ہیں حُسینؑ
زمین ڈھونڈ رہی ہے کدھر گئے ہیں حُسینؑ
کرے گا شمر کا خنجر تو صرف سَر کو جُدا
وگرنہ لاشہء اکبرؑ پہ مر گئے ہیں حُسینؑ
سَرِ بُریدہ کٹے ہونٹ خون چہرے پر
عجیب حال مِیں شیریں کے گھر گئے ہیں حُسینؑ
مَیں ملنے شام کے زنداں مِیں آؤں گا تجھ سے
یہ بات آخری بیٹی سے کر گئے ہیں حُسینؑ
کہیں ہیں قاسمؑ و عباسؑ اور کہیں اکبرؑ
کہاں کہاں تیرے ٹکڑے بکھر گئے ہیں حُسینؑ
قضاء کے بعد بھی بھائی بہن کے ساتھ رہا
جدھر جدھر گئی زینبؑ اُدھر گئے ہیں حُسینؑ
کسی نے مارا ہے پتھر بہن کے کیا اکبرؔ
جو کرتے کرتے تلاوت ٹھہر گئے ہیں حُسینؑ
Faras Ki Zeen Se Mir Hasan Mir. - Fars Ki Zeen Se Lyrics.
Fars Ki Zeen Se BeShak Utar Gaye Hain Hussain.
Zameen Dhond Rahi Hai Kidhar Gaye Hain Hussain.
Karey Ga Shimar Ka Khanjar Tu Sirf Sar Ko Juda.
Wagarna Lasha-e-Akbar Pe Mar Gaye Hain Hussain.
Sar-e-Bureda Katay Hont Khon Chehray Par.
Ajeeb Haal Mein Shereen Ke Ghar Gaye Hain Hussain.
Main Milne Sham Ke Zindaan Mein Aaon Ga Tujh Se.
Yeh Baat Aakhri Beti Se Kar Gaye Hain Hussain.
Kahin Hain Qasim-o-Abbas Our Kahin Akbar.
Kahan Kahan Tere Tukray Bikhar Gaye Hain Hussain.
Qaza Ke Baad Bhi Bhai Behan Ke Sath Raha.
Jidhar Jidhar Gayi Zainab Udhar Gaye Hain Hussain.
Kissi Ne Mara Hai Pathar Behan Ke Kya :AKBAR:.
Jo Kartay Kartay Tilawat Thehar Gaye Hain Hussain.
0 Comments