Marhaba Sad Marhaba Phir Amad-e-Ramazan Hai
Khil Uthe Murjhaye Dil Taza Hua Emaan Hai
Allahumma Ballighna Ramazan
Allahumma Ballighna Ramadan
Har Taraf Hai Rehmaten Aur Har Ghari Rahmat Bhari Hai
Mah-e-Ramzan Rahmton Aur Barkton Ki Kaan Hai
Allahumma Ballighna Ramazan
Allahumma Ballighna Ramadan
Abre Rahmat Chhaa Gaya Hai Aur Sama Hai Noor Noor
Fazl-e-Rab Se Maghfirat Ka Ho Gaya Samaan Hai
Allahumma Ballighna Ramazan
Allahumma Ballighna Ramadan
Aati Hai Mere Lab Pe Dua roz-o-shabina
Allah Dikha De Mujhe Ramzan-e-Madina
Iftar Karun Masjid-e-Nabwi Ke Sehan Me
Mil Jaaye Meri Zeest Ko Lamhat e Sakeena
Allah Dikhaye Mujhe Ramzan-e-Madina
Sehri Ki Wo Raunaq Dar-e-Sarkar Pe Dekhun
Allah Mera Ghar Bhi Ho Ho Mahroom-e-Kareena
Ya Ilahi, Tu Madine Me Phir Se Ramazan Dikha
Muddaton Se Dil Me Ye Attar Ki Arman Hain
Nazdik Aa Raha Ramzan Ka Mahina
Saahil Se Haajiyon Ka Phir Aa Laga Safina
Ik Bar Phir Dikha Do Ramazan Me Madina
Be Shak Banalo Aqa Mehman Do Ghari Ka
Allahumma Ballighna Ramazan
Allahumma Ballighna Ramadan
0 Comments