Hum Hain Azadar Lyrics Hum Hain Azadar - Kaneez E Zahra - 2021 | Noha Mola Hussain A.s | Muharram 1443 Nohay

 

Hum Hain Azadar - Kaneez E Zahra - 2021 | Noha Mola Hussain A.s | Muharram 1443 Nohay


Hum Hain Azadar Lyrics Noha

As Salaam Ya Hussain Ya Hussain
Ya Hussain As Salaam

Han Hum Hain Azadar Azadar Azadar Azadar
Han Hain Azadar Hussain ibn E Ali Ke
Ahmad Ke Perokar Hain Bande Hai Jali Ke

Hum Hain Fatima Zahra Ki Dua Kehti Hai Mattam ki Sada
Daras Gah Hamari Ya Hussain 

Chaman Chaman Gali Gali Nagar Nagar Gali Gali
Ali Ali Ki Sadain Jari Hain
Mil Ke Raho Mil Ke Chalo Zikr E Ali Kerte Rahi Dushman E Ali Mile to Ye Kaho

Han Hum Hain Azadar
Han Hum Hain Azadar Hussain ibn E Ali Ke
Ahmad Ke Perokar Hain Bande Hai Jali Ke

Hum Hain Fatima Zahra Ki Dua Kehti Hai Mattam ki Sada
Daras Gah Hamari Ya Hussain 

DarsGah Hamari Karbala Hai Hum Pe Shabbir Ki Atta Hai
Koi Nahi Unke Siwa Jin Ke SabKe Deen Bacha Khud Ye Iqbal Ne Kaha Hai
Khoob Ye Iqbal Ne Kaha Hai 

Insaan Ko Bedar To Holene Do Har Qoum Yahi Pokare Gi Hamare Hain Hussain
 Han Hum Hain Azadar
 
Han Hum Hain Azadar Hussain ibn E Ali Ke
Ahmad Ke Perokar Hain Bande Hai Jali Ke

Hum Hain Fatima Zahra Ki Dua Kehti Hai Mattam ki Sada
Daras Gah Hamari Ya Hussain 

Ziker E Khuda Jisne Kia Raazi Hoa Uspe Khuda Jisne PArha La Ilaha Il Lala
Kalme Ki Hai Jis Se Baqa Gham Ne Kare Uski Aza Hai Hamare Pas To Ye Asra

Han Hum Hain Azadar Hussain ibn E Ali Ke
Ahmad Ke Perokar Hain Bande Hai Jali Ke

Hum Hain Fatima Zahra Ki Dua Kehti Hai Mattam ki Sada
Daras Gah Hamari Ya Hussain 

As Salaam Ya Hussain Ya Hussain
Ya Hussain As Salaam